Dil Dooba

Dil Dooba

Sonu Nigam/Shreya Ghoshal

Hey La La Layyo Hey La La Layyo

Hey La La Layyo Hey La La Layyo

Dil Dooba Dil Dooba Neeli Aankhon Mein Yeh Dil Dooba

Mehbooba Mehbooba Bas Yeh Jaanle Mehbooba

Aashiq Hoon Deewana Hoon Tere Liye Kuch Bhi Kar Jaaonga

Ishq Mein Tere Jeeta Hoon Tere Liye Hi Mar Jaaonga

Main Tere Jhase Mein Naa Aaonge O Re Deewane Jaa

Kyon?

Aisi Waisi Bana Ke Baatein Mujhe Naa Tu Uljha

Loot Jaaonga Mitt Jaaonga Dil Tera Jeeth Ke Dikhlaonga

Peecha Na Chodonga Chahe Jitna Tadpa

Dil Dooba Dil Dooba Neeli Aankhon Mein Yeh Dil Dooba

Mehbooba Mehbooba Bas Yeh Jaanle Mehbooba

Aashiq Hoon Deewana Hoon Tere Liye Kuch Bhi Kar Jaaonga

Ishq Mein Tere Jeeta Hoon Tere Liye Hi Mar Jaaonga

Hey La La Layyo Hey La La Layyo

Hey La La Layyo Hey La La Layyo

Badi Tadap Hai Badi Kasish Hai Meri To Chahat Mein

Hai

Hazar Majno Bane Hai Pagal Meri To Mohabbat Mein

Ho Ho Tujhe Ek Din Jaaneman Pyaar Ki Ladiyan Pehnaonga

Dekhega Sara Jahan Tujhe Le Jaaonga

00:00 / 00:00