| 1 | Mannat | Sajid Wajid |
| 2 | 爱人的手帕 | 玛依努尔 |
| 3 | 迷惑 | 罗天婵 |
| 4 | 稻子熟了 | 周碧珍 |
| 5 | Dastaan (From "Dastaan") | Sohail Haider |
| 6 | 62 | Tesla Manaf |
| 7 | 脚步 | 田宇泽 |
| 8 | פסטיבל הזמר | Rivka Michaeli/Darom Duo |
| 9 | 给我一对能穿透宇宙的翅膀 | 小石头和孩子们 |
| 10 | 麒麟 | Mr.yang ON |
Sajid Wajid
Kitne rang aate jaate hain
Aap ke do rukh saaron pe
Arey kitne rang aate jaate hain
Aap ke do rukh saaron pe
Ek haya ka rang gulabi
Dhoop chadi kohsaron pe
Kitne rang aate jaate hain
Aap ke do rukh saaron par
Har ek adaa masoom hai
Har ek ada meherbaan
Meherbaniyan haye, meherbaniyan
Aji meherbaniyan, badi meherbaniyan
Meherbaniyan haye, meherbaniyan
Aji meherbaniyan, ho badi meherbaniyan
Raat ki baat hai baat hai khwaab ki
Aadhi raat ko haan
zara zara sa halka zara zara chalka
Aaasman pe raat ko
Aap the ya poora chaand tha
Aadhi raat ko haan
Zara zara sa halka zara zara chalka
Arey kitne rang aate jaate hain
Aap ke do rukh saaron par
Har ek adaa masoom hai
har ek adaa meherbaan
Meherbaniyan haye, meherbaniyan
Aji meherbaniyan, badi meherbaniyan
Meherbaniyan haye, meherbaniyan
Aji meherbaniyan, badi meherbaniyan
Kisko Hosh Hai, Hosh Hai Kisko Ishq Mein
Dil Madhosh Hai Arey Bade Aankh Kahin Bade Paaon Kahin
Madhoshi Mein Hosh Hai, Aap Hai Mere Samne
Arey Mujhko Thaam Lo Zara Re
Pade Aankh Kahin Re Pade Paaon Kahin
Aare Kitne Rang Aate Jaate Hain
Aap Ke Do Rukh Saaron Par
Har Ek Ada Masoom Hai
Har Ek Ada Meherbaan
Meherbaniyan Hai, Meherbaniyan
Aji Meherbaniyan, Badi Meherbaniyan
Meherbaniyan Hai, Meherbaniyan
Aji Meherbaniyan, Badi Meherbaniyan
Sajid Wajid