Sau Tarah Ke

Sau Tarah Ke

Jonita Gandhi/Pritam

作词 : ASHISH PANDIT/Kumaar

作曲 : ASHISH PANDIT/Kumaar

Sau Tarah Ke ()-Jonita Gandhi /Pritam (淡·查克拉波蒂)/Amit Mishra (米特·米什拉)

Kal subah sochenge jo aaj raat kiya

Kal subah gin lenge saari galatiyan

Tu mera abhi ho jaana ajnabi

Phir hum milenge na kabhi

Kal subah chale jayenge hai ghar jahaan

Kal subah bole jo bhi bolega jahaan

Tu mera abhi ho jaana ajnabi

Phir hum milenge na kabhi

Sau tarah ke rog le loon

Ishq ka marz kya hai

Sau tarah ke rog le lu

Ishq ka marz kya hai

Tu kahe toh jaan de doon

Kehne mein harz kya hai

Sau tarah ke rog le loon

Ishq ka marz kya hai

Baahon ko baahon mein de de tu jagah

Tujhse toh do pal ka matlab hai mera

Tere jaise hi mera bhi dil khudgarz sa hai

Tere jaise hi mera bhi dil khudgarz sa hai

Tu kahe toh jaan de doon

Kehne mein harz kya hai

Sau tarah ke rog le loon

Ishq ka marz kya hai

So tarah ke rog le lu

Ishq ka marz kya hai

Kal subah tak jhoota bhala pyar kar

Kal subah tak jhooti batein char kar

Tu mera abhi ho jaana ajnabi

Phir hum milenge na kabhi

Tu kahe toh jaan de doon

Kehne mein harz kya hai

Sau tarah ke rog le loon

Ishq ka marz kya hai

Sau Tarah Ke

Sau Tarah Ke

Jonita Gandhi/Pritam

00:00 / 00:00