Ek Din Title Track (Female)

Ek Din Title Track (Female)

Meghna Mishra/Ram Sampath/Irshad Kamil

作词 : Irshad Kamil

作曲 : Ram Sampath

Mm-mm-mm

Hm-mm

Aur ek din

Ek din aur ho

Aur ek din

Ek din aur ho

Haan, teri meri

Meri saari baat ho

Jaane hua hai kya mujhe

Naya sa lage jo bhi kaho

Jo bhi kisi se na kaha

Sunoonga main toh woh bhi, kaho

Teri baaton mein hona hai gum

Dil kehta hai keh dena hai tumko

Mere raho

Mere raho

Mere raho

Mere raho

Yeh bata

Kya yeh ho sakta hai

Kya kabhi

Waqt bhi thakta hai?

Waqt chalna bhool jaaye

Din yeh dhalna bhool jaaye

Chal, dua maang ke aisa ho

Aur yeh ho jaaye toh kaisa ho

Aur ek din

Ek din aur ho

Bas aur ek din

Ek din aur ho

Haan, ya ho kaheen

Raat theheri jheel pe

Jaise hume woh yeh kahe

Saare ka saara jee lo abhi

Dekho

Mile ho toh alag

Bhoole se bhi na hona kabhi

Baaki saari duniya kar do gum

Tab keh dena

Hai maine yeh tumko

Mere raho

Mere raho

Mere raho

Mere raho

Ek Din Title Track (Female)

Ek Din Title Track (Female)

Meghna Mishra/Ram Sampath/Irshad Kamil

00:00 / 00:00