Tu Chahiye

Tu Chahiye

Atif Aslam

Haal e dil ko sukoon chahiye

Poori ik arzoo chahiye

Jaise pehle kabhi

Kuch bhi chaaha nahi

Waise hi kyun chahiye

Dil ko teri maujudgi ki

Ka ehsaas yun chahiye

Tu chahiye tu chahiye

Shaam o subah tu chahiye

Tu chahiye.. tu chahiye..

Har martaba tu chahiye

Jitni dafaa.. zidd ho meri

Utni dafaa.. haan tu chahiye

Woh...Oh...

Koi, aur dooja, kyun mujhe

Na tere siva chahiye

Har safar mein mujhe

Tu hi rehnuma chahiye

Jeene ko, bas mujhe

Tu hi mehrma chahiye

Ho.. Seene mein agar tu dard hai

Na koi dawa chahiye

Tu lahu ki tarah

Ragon mein rawaan chahiye

Anjaam jo chahe mera

Woh aagaaz yun chahiye

Tu chahiye tu chahiye

Shaam o subah tu chahiye

Tu chahiye.. tu chahiye..

Har martaba tu chahiye

Jitni dafaa.. zidd ho meri

Utni dafaa.. haan tu chahiye

Woh..Oh..

Mere zakhmon ka teri chhuan chahiye

Mere shamma ko teri agan chahiye

Mere khwaab ke aashiyane mein tu chahiye

Main kholun yeh aankhein sirhane bhi tu chahiye

Woh...Woh...

Tu Chahiye

Tu Chahiye

Atif Aslam

00:00 / 00:00