Are re are (Part II)

Are re are (Part II)

Uttam Singh

Yaad kuch aata nahin, yeh hua kab se

Ho gaya mushkil chhupaana raaz yeh sab se

Tum kaho to maang loon main aaj kuch rab se

Arre re arre yeh kya hua

Koi na pehchaana

Arre re arre banta hai to

Ban jaaye afsaana

Saamne hain raastein, hum guzar jaaye

Ya kisi ke vaaste hum thaher jaaye

Ab yahan tak aa gaye hain, ab kidhar jaaye

Arre re arre yeh kya hua

Koi na pehchaana

Arre re arre banta hai to

Ban jaaye afsaana

Are re are (Part II)

Are re are (Part II)

Uttam Singh

00:00 / 00:00