Soni Soni

Soni Soni

Udit Narayan/Jaspinder Narula/Ishaan

Soni , soni akhiyon waali

Dil deja , ya deja gaali

Soni , soni akhiyon waali

Dil deja , ya deja re humko tu gaali

Hum tere deewane hain

Hum aashiq mastane hain

Hum tere deewane hain

Hum aashiq mastane hain

Jhoot jhooti batIyon wale

Bholi soorat , dil ke kaale

Jhoot jhooti batIyon wale

Bholi soorat , dil ke hai dil dil yeh kaale

Yeh aashiq lut jaane hain

Dil sab ke tut jane hain

Yeh aashiq lut jaane hain

Dil sab ke tut jane hain

Ja kudiye jo karle

Gora badan tera rang diya

Oye mundIya vaada raha

Suli pe jo na tujhe tang diya

Main suli pe chad jaava

Tu bol abhi mar jaava

Main tujhse agar dar jaava

Dil naam tere kar jaava

Yaad rakhna mera kehna

Ye dil ek din mil jaane hain

Hum tere deewane hain

Hum aashiq mastane hain

Yeh aashiq lut jaane hain

Dil sab ke tut jane hain

Kyoon mujhse door khadi hai?

Badi masti tuje chadi hai

Kyoon mujhse door khadi hai?

Dil ke nazdeeq badi hai

Aa lag jaa gale tu kisi bahaane se

Badi masti tuje chadi hai

Har ladki door khadi hai

Main aagayi phir bhi tere bulaane se

Soch kar tha tujhe aana

Aakar vaapas na jaana

Hum tere deewane hain

Hum aashiq mastane hain

Yeh aashiq lut jaane hain

Dil sab ke tut jane hain

Gham ho ya ho koi khushi

Purva ka jhonka hai

Ek aaye ek jaayega

Kyoon dil ko roka hai

Is dil ko humne nahin

Hamein dil ne roka hai

Koi baata de zara

Kya sach kya dhoka hai

Ye duniya saari badi hai pyari

Yahi ek sach hai

Yeh sab rang bade suhaane hain

Hum tere deewane hain

Hum aashiq mastane hain

Yeh aashiq lut jaane hain

Dil sab ke tut jane hain

Soni , soni akhiyon waali

Dil deja , ya deja gaali

Jhoot jhooti batIyon wale

Bholi soorat , dil ke hai dil dil yeh kaale

Hum tere deewane hain

Hum aashiq mastane hain

Yeh aashiq lut jaane hain

Dil sab ke tut jane hain

Hum tere deewane hain

Hum aashiq mastane hain

Yeh aashiq lut jaane hain

Dil sab ke tut jane hain

Soni Soni

Soni Soni

Udit Narayan/Jaspinder Narula/Ishaan

00:00 / 00:00