Kiston (From "Roohi")

Kiston (From "Roohi")

Sachin-Jigar/Jubin Nautiyal

作词 : Amitabh Bhattacharya

作曲 : Sachin Sanghvi/Jigar Saraiya

Chhup chhup ke dilbar ka deedar kar

Ae dil tu aahista izhaar kar

Saara ka saara na karna abhi se

Aasan kiston mein tu pyar kar

Chhup chhup ke dilbar ka deedar kar

Ae dil tu aahista izhaar kar

Pagle saara ka saara na karna abhi se

Aasan kiston mein tu pyar kar

Pehle nibha ke dekhi hai tune

Mehngi mohabbat vilayati

Pad jaaye jisme lene ka dena

Ghate ka sauda nihayati

Karna agar hi hai tu pyar karle

Sasta swdeshi kifayati

Pehle tu jitna laparvaah tha

Utna sambhal ke hi is baar kar

Pagle saara ka saara na karna abhi se

Aasan kiston mein tu pyar kar

Kiston (From "Roohi")

Kiston (From "Roohi")

Sachin-Jigar/Jubin Nautiyal

00:00 / 00:00